landing page of surya grah » Best Astrology Consultion With free kundli analysis

Surya ki Mahadasha Me kya hota hai

Surya Mahadasha ka samay vyakti ke jeevan me bahut bade parivartan la sakta hai. Jab Surya kundli me shubh sthiti me hota hai, tab yeh samay shakti, naam, sammaan aur leadership qualities me vriddhi karta hai. Vyakti andar se confident hota hai, uski soch clear hoti hai aur decision-making power badh jaati hai. Government sectors, administrative fields, aur leadership roles me job karne wale logon ke liye yeh period golden samay maana jaata hai. Is dauran vyakti ke andar ek nayi urja aur prerna utpann hoti hai jo use safalta ki or le jaati hai. Lekin agar Surya doshit ya weak position me ho, to yeh Mahadasha kuch challenges bhi la sakti hai. Ego, ghamand, ya overconfidence ke karan rishton me tanav ho sakta hai. Pitaji se matbhed, health issues jaise blood pressure, eyesight ya heart-related problems bhi ho sakte hain. Professional life me authority ke saath clashes ya unnecessary disputes badh sakte hain. Is samay apne attitude ko balance karna aur vinamrata banaye rakhna bahut zaroori hota hai.

Jab Sooraj Tumhare Andar Chamakta Hai

This is the heading

Lorem ipsum dolor sit amet consectetur adipiscing elit dolor
Click Here

This is the heading

Lorem ipsum dolor sit amet consectetur adipiscing elit dolor
Click Here

This is the heading

Lorem ipsum dolor sit amet consectetur adipiscing elit dolor
Click Here

This is the heading

Lorem ipsum dolor sit amet consectetur adipiscing elit dolor
Click Here

Leadership & Confidence

Meri Dasha tumhe leader banati hai — self-belief aur decision power ke sath.

Fame & Recognition

Main tumhe naam, sammaan aur public image mein ucha uthata hoon.

Discipline & Determination

Main tumhe focused aur hardworking banata hoon, har goal ke liye ready.

Ego & Anger Test

Lekin dhyaan rahe, agar ego ya gussa bada, to main tumhe rak kar dunga — Sooraj chamkata bhi hai, jalaata bhi

10+ Remedies for Surya Mahadasha

Surya Mantra Jap

"Om Ghrinih Suryaya Namah"
Roz 108 baar subah jal chadhane ke baad

Surya ko Arghya Dena

Tamba ke lotey mein paani + laal phool + kapoor daal kar, Surya ko roz arghya dein

Gud, Gehu aur Tamba ka Daan

Ravivar ko yeh vastu gareebon ya mandir mein daan karein

Manik (Ruby) Ratna Dharan

Gold mein dharan karein – par sirf jab Surya chart mein shubh ho

Ravivar ka Vrat

Har Sunday vrat rakhein – dudh, dahi, non-veg aur namak se bachein

108 Rudraksha Mala se Surya Jap

Rudraksha mala se mantra jap Surya ke arogya aur aatmabal ko badhata hai

Surya Yantra Sthapna

Shuddh Sona ya Tamba mein Surya Yantra banaakar puja sthal mein sthapit karein

Roz Surya ko Namaskar Karna

Nange pair dharti par khade hoke Surya ko dekho, haathon se namaskar karo – yeh shaktishali remedy hai

Maa Bagalamukhi Havan

Maa Baglamukhi Havan calms Surya’s energy and removes negativity.

Neemboli ya Tulsipatra se Snan

Snan ke paani mein thoda tulsi ya neem daal kar nahayein

Frequency Asking Questions

Most effective remedies for Surya Mahadasha:
Worship Lord Surya daily by offering water at sunrise, chant “Om Suryaya Namah” 108 times, wear a ruby gemstone (if suitable), respect your father and authority figures, donate wheat, jaggery, or red cloth on Sundays, and keep your ego in check with humility.

Gemstones like Ruby (Manikya) are believed to strengthen the positive influence of the Sun. Wearing a Ruby enhances confidence, leadership, vitality, and willpower—qualities ruled by Surya. It helps balance weak Sun energies, reduces ego conflicts, and promotes success, respect, and mental clarity when worn as per astrological guidance.

Wake up early, get sunlight, follow a disciplined routine, eat sattvic/red foods, exercise, practice yoga or pranayama, stay humble, and avoid ego conflicts.

Beneficial signs include increased confidence, recognition, leadership opportunities, and good health. Challenging signs include ego clashes, stress, authority conflicts, and health issues.

Agar confidence, respect, ya health mein rukawat ho, ya stress zyada ho, toh Surya weak ho sakta hai. Apni Prashna Kundli se consultation book karein aur personalized guidance paayein.

Testimonials

Scroll to Top